Take a fresh look at your lifestyle.

Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai | दिल को हाय दिल Song Lyrics

0 355

Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai, Song Lyrics from Movie Dastan. This Song sung by Mohammed Rafi, Suraiya. Music given by Naushad Ali, Gulam Mohammad & Lyrics written by Shakeel Badayuni. Star cast of this movie are Raj Kapoor, Suraiya, Murad, Al Nasir, Veena, Suresh, Pratima Devi, S N Banerjee, Shakeela, Laxman, Surendra, Anwari, Krishna Kumar

Movie Details

Movie: Dastan

Singer/Singers: Mohammed Rafi, Suraiya

Music Director: Naushad Ali, Gulam Mohammad

Lyricist: Shakeel Badayuni

Actors/Actresses: Raj Kapoor, Suraiya, Murad, Al Nasir, Veena, Suresh, Pratima Devi, S N Banerjee, Shakeela, Laxman, Surendra, Anwari, Krishna Kumar

Year/Decade: 1950

Music Label: Saregama Music

Song Lyrics in English Text

Dil Ko Haye Dil Ko
Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai
Bahlaye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko
Ish Ghar Me Hum Ek Chand Ko
Ish Ghar Me Hum Ek Chand Ko Chamkaye Hue Hai
Chamkaye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko

Ab Kaun Si Daulat Hai Jo
Ab Kaun Si Daulat Hai Jo Takdeer Se Mange
Ulfat Hi Badi Cheez Thi
Ulfat Hi Badi Cheez Thi Jo Paye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko
Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai
Bahlaye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko

Jab Tu Hai Khayalo Me
Jab Tu Hai Khayalo Me To Duniya Se Hame Kya
Duniya Se Hame Kya
Duniya Ko Teri Yaad Me
Duniya Ko Teri Yaad Me Thukraye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko
Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai
Bahlaye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko

Mitkar Bhi Naa Daaman Tera
Mitkar Bhi Naa Daaman Tera Haatho Se Chhutega
Hum Teri Mohabbat Ki
Hum Teri Mohabbat Ki Kasam Khaaye Huye Hai
Dil Ko Haye Dil Ko
Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai
Bahlaye Hue Hai
Dil Ko Haye Dil Ko

Song Lyrics in Hindi Text

दिल को हाय दिल को
दिल को तेरी तस्वीर से
बहलाये हुए है

इस घर में हम एक चाँद को
चमकाये हुए है
दिल को हाय दिल को

अब कौन सी दौलत है
जो तकदीर से मांगे
उल्फत ही बड़ी चीज़ थी
जो पाये हुए है
दिल को हाय दिल को

जब तू है खयालो में
तो दुनिया से हमें क्या
दुनिया को तेरी याद में
ठुकराए हुए है
दिल को हाय दिल को.

Leave A Reply

Your email address will not be published.